Maulik kartavya
1.Samividhan ,National flag tatha Rashtriya geet ka samman krna . 2. Rashtriya swatantrta ke aandolan ke uddeshyon ko manna tatha prafullit krna . 3. Bhartiya prabhusatta,ekta,akhandata ka samarthan aur raksha krna. 4. Desh ki raksha karna tatha rashtriya sevaon mein aavashyakta ke samaybhag lena. 5.Bharatke sabhi nagrikon mein bhaichare ki bhavna ko viksit karna. 6. Logon mein vaigyanik drishtikon failana. 7. Prachin Sanskriti ki denon ko surakshit rakhna. 8. Vano,Jheelon,Nadhiyon tatha jungli jaanwaron ki raksha karna tatha unki unnati ke liye paryatan karna. 9. Hinsa ko rokna tatha rashtriya sampati ki raksha karna. 10. Vyaktigat tatha samuhik yatanon dwara uchit lakshyon ki praptyi ke liye yatan karna